Hansta hua hai rani chehra mp3 song free download






















Reportedly, this is the highest costing promotional campaign for any Indian television show. The theme song of the show was shown in theaters across the country after the national anthem. In addition, interactive sessions were organized with audiences about the show in selected multiplexes of Mumbai and New Delhi.

The responses of the audience were recorded and shown on screen during movie intervals. Read More. For decades our food and water have been contaminated by powerful, harmful pesticides which have been promoted as necessary for better agricultural output. But the reality is that we don't need pesticides for better yield, and their use is not only deadly for health but results in expensive farming methods.

The solution is to adopt organic farming, which is possible and profitable, as the state of Sikkim has shown. Palash Sen, the lead singer of the Indian rock band Euphoria sued and sent a legal notice to Ram Sampath, for plagiarism of the title track of the show. When I heard it, I was shocked. According to him, the refrain of Ram Sampath's track is exactly the same as the chants in his song. He went on to add that, "They've basically used the same refrain.

Lewati carousel. Karusel Sebelumnya. Karusel Berikutnya. Apa itu Scribd? Hindi Songs For Antakshari. Diunggah oleh Maanas G. Informasi Dokumen klik untuk memperluas informasi dokumen Deskripsi: HI.

Judul Asli Hindi Songs for Antakshari. Apakah menurut Anda dokumen ini bermanfaat? Apakah konten ini tidak pantas? Laporkan Dokumen Ini. Deskripsi: HI. Tandai sebagai konten tidak pantas. Unduh sekarang. Judul Asli: Hindi Songs for Antakshari. Judul terkait. Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, muskura kar dilo ko bekar na kijiye, phool bhi de jate hai zakham gahere kabhi kabhi, har phul par yu aaitbar na kijiye Saans lene se bhi aapki yaad aati hai, Saans na lenese meri JAAN jati hai,kaise kahu k sirf saans se mai jinda hun jabki saans se pehle aapki yaad aati hai..

Ruk jati hai dhadkan tujhe bhul jane se,hum tujhe yaad karte hai jeene k bahane se. Jhoote wadon pe tere hamne etbar kiya bura kiya jo tujh se hamne pyar kiya kaese kahoon ki aapne khat dil se likhe hain kuch bhi ho ye such hai aap gaeron se mile hain.. Suna hai asar hota hai baaton me, tum bhi bhul jaoge do char mulaqato me.

Raat mein diye jalte rehenge dua hai khuda se Aap khush rehein hamesha,baki, hum to hamesha Khwab kahu to bikhar jaoge! Paas rehta hai Koi Dil mein Kabhi humse bahut baat kiya karte hai, aab to hamai Yaad bhi nahi karte….. Dik ke rishto ka koi naam nahi hota. Khoja hai aapko dil ki roshni se, aap jaisa dost kise ke liye aam nahi hota.

Har ashq ka matlab gam nahi hota, Duriyo se pyar kam nahi hota, Waqt beqaqt ho jati hai aankhein nam, Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.

Battamizi pe hum aagaye to Tum sarifo ka phir kya hoga Hai sishe ke ghar tumhare Mara patther to phir kya hoga????

Na khawabo mai dekha, na nazaro mai dekha, Hazaro mai humne ek tumhi ko dekha Gum dene wale to hal pal hai yaha, Har pal khushi dene walo mai ek aapko hi dekha. Teri yaad mai aasuo ka samandar bana liya, Tanhai ke saher mai apna ghar bana liya, Suna hai log pujte hai patther ko, Es liye dil apna patther bana liya. Haqiqat mohabbat ki judai hoti hai, Kabhi kabhi pyar mai bewafai hot hai, Hamari taraf haath badaha kar to dekh, Dosti mai kitni sacchai hoti hai Rishton ki ye duniya hai nirali, Sab rishton se pyari hai dosti tumhari, Manzur hai aansu bhi aakhon mai hamari, Agar aa jaye muskan hotho pe tumhari.

Meri dua hai ki tu sab se naikserat good by nature ho, Teri tarah tera dil bhi khubsurat ho, Dua se qabl Before mile jo tu chahe, Khud dua ko tere haath ki zarurat ho Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,,,, Kar dijiye maaf agar ho gayi koi khata, Yu yaad na kar ke saza to na dijiye!!!!!!!!! Dil hi dil me hum unse pyaar karate he, Chup-chap unki mahobbat ka intezaar karate hai,,,,,,, Jin raho par unka chalana mushkil hai, Unhi raho pe hum unka intezaar karate haIIII!!!!!!!!!

Ankhon ki zuban wo samaj nahi pate hoth magar kuch kahe nahi pate,,,,,, apni bebasi kis tarah kahe hum, koi he jiske bina hum reh nahi pate!!!! Ankhon me aansu aa jate hai phir bhi labo pe hasi rakhni padti he, ye mohabbat bhi kya chiz hai yaro jise chahte hai usise chupani padti he!!!!!!!

Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi merekhwabo ko mehka gaya koi , hum to anjane rasto pe chal rahe the achanak hi pyar ka matlab sikha gaya koi!!!!!!!

Ruth ke tum hame bhulane lage itne due hue ki bahut yaad aane lage, kaise bhula doo tumhe ek pal me jab dost tumhe pane me mujhe zamane lage!!!!! Tum dil ko bekrar kyo nahi karte, Meri mohabbat par atbar kyo nahi karte, Jee nahi sakta hoke juda tumse, Lekin tum to mohabbat ka izhaar nahi karte.

Wada to ker lete hain Nibhana bhool jate hain Lagaaa kar aaag seene main Bujhana bhool jate hain kehte hai aayenge hume milne ko pal do pal milna toe chahte hai vo par aana bhool jate hai Jo Dard mujhe teri Mohabbat ne diya hai, Woh mere liye saare zamaane se bada hai, Palkon pe sitare se laraz uthte hai fauren, Bhoole se bhi jab humne tera naam liya hai.

Fana ke bad bhi mujhko sata raha hai koi, Nishane kabre ka mita raha hai koi, Ye khuda thodi si jindgi de de mujhe, Udas mere janaje se ja raha hai koi. Kaha se lauu woh shabd, Jo teri tarif ke kabil ho. Kaha se lauu woh chand, Jisme teri khoobsurti samil ho. Aye mere bewafa sanam ek baar bata de, Kaha se lauu woh kismat, Jisme tu bas mujhe hasil ho. Tumse Milne ki koshishain to laakh kee maine, Nahi mil paayenge maine kabhi socha hi nahi, Hoke itne kareeb yaar hum na mil paaye, Shaayad hum mil saken aisa mera naseeb hi nahi.

Agar dhundo to lakh mil jayenge, par mujh jaisa wo kya chahenge, dekhenge tumhe hasrato se kayi, par aankhen wo hamari kanha se layenge. Tarasta raha main umer sari parde bina tuje aaj saans hi na rahi jab tu ne parda hata diya. Ruth gya hai mujhko manane waala Ab koi nahi naaz mera uthaane wala Per jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaaza Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala. Kya zamaana tha, ke hum roz mila karte thay, Raat bhar chaand ke humraaz phira karte thay, Dekh kar jo humein chup chaap guzar jate hai, Kabhi us shaks se hum pyaar kiya karte thay.

Tu kahin bhi rahe sar per tere ilzaam tho hai, Tere haathon ki lekiroohon per mera naam tho hai, Mujh ko tho aapna bana ya na bana,teri Khushi Tu zamane mei mere naam se badnaam tho hai, Tu kahin bhi rahe sar per tere ilzaam tho hai, Woh sitamgar hi sahi dekh kar uonko, is dille bimaar ko kaarar tho hai.

Kis tarha bhulahon mohabbat ka woh khayal aaya hua, Ki mit nahi sakta shishe pe daraar aaya hua, Meri zindagi mei ghum bharne wale, De raha hai duwaa aankhon mei ashk aya hua. Apni awaaz ki larjiz pe tho kaaboo pa lo, Pyar ke bol tho hooton se nikal jate hai, Apne thewar tho sambahlon ki koiyee ye na kahe, Dil badal jathe hai tho chehre bhi badal jathe hai Apni tasveer ko aankhon se lagata kya hai, Ek nazar meri tarf dekh tera jata kya hai, Meri ruswayee mei thu bhi hai baraber ka sharik Mere kisse mere yaaroon ko suna tha kya hai?

Bhoole hai rafta,rafta unhe muddatoo me hum, kistoo me khudkushi ka maza hum se puchia. Ashq beh beh ke mere khaak pe jab girne lage, Maine tujhko tere daaman ko bahut yaad kiyaa, Yoon bhi ek din tujhe barbad to hona tha, Naaz kar naaz ke us ne tujhe barbaad kiya. Na pucho humse koi baat ki zindagi khud ek sawal banker eh gaye hai, Dard itne hai seene me ki khushi ek khayal ban ke reh gaye hai. Kisine dil ko is kadar choo liya ke hum kisi aur ko choo na sake, Hum to chale the unko dost banana magar who to dhadkan bante chale gaye.

Nakam si koshish kiya karte hai, Hum hai ki unse ulfat karte hai. Kudrat ne takdir me 1 tuta tara nahi likha, Aur 1 hum hai k chand ki aas lagaye baithe hai. Is jaha me mohabbat kash na hoti, To safar-e-zindagi me mithas na hoti. Agar milti bewafao ko saza me maut, To deewano ki kabre udas na hoti. Khuda se karni kuch fariyad baaki hai, Hume unse keheni kuch baat baaki hai.

Dost kabhi dosto se khafa nahi hote, Hath milake kabhi juda nahi hote. Bhula dena hamari kamiyo ko kyunki insaan kabhi khuda nahi hote. Mahfil na sahi tanhai to milti hai, Milan na sahi judai to milti hai. Kaun kehta hai pyar me kuch nahi milta, Wafa na sahi bewafai to milti hai. Patzhar ke baad aate hai din bahar ke, Jeena kya jeevan se haar ke.

Zindagi ko ek rangeen kalpana sajho, Subah ko sach or raat ko sapna samjho. Agar bhulna chahte ho sabhi gamo ko, To zindagi me kisi ko apna samjho. Dost ho to mehfil ki shaan hoti hai, Aur na ho to ye bhi samsan hoti hai. Sara khel to dosti hi ka hai, Warna aarti aur baarat ek saaman hoti hai. Jab bhi tanhai ne unko sataya hoga, Tab tab unko mera khayal aaya hoga. Gam ye nahi ke who bhul gaye humko, Gum ye hai ke ro kar bhulaya hoga. Dar dar bhatakte hai arman ki tarha Har koi milta hai anjaan ki tarha Iss duniya se khushi ki aas kya rakhna Yahan to gham bhi dete hai ehsaan ki tarha Yun to pyar karne waale tumai kam na milengay, Mil jaingay hum jaise bohot ,,, per hum na milengay.

Raaste mein gire hai phool uthata hai koi koi Mohabbat karte hain sabhi , nibhata hai koi koi Woh to khusbu hai , hawaon main bikhar jaiga, Masla phool ka hai , phool kidher jaiga Hum to samjhe thay ke ek zakham hai bhar jaiga Kya khaber thi ke rug-e-jaan mein utar jaiga Apne aaghaz se ajj tak zindagi teri hi yaad mein gum rahi Phir bhi jaane kyu ye ehsaas hai Jaise chahat meri kam rahi!

Jazbat-e-ishq nakaam na hone dengay, Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone dengay. Dosti ka har ilzaam apne sar lengay, Par Dost, aapko kabhi badnaam na hone dengay! Na gujarna aaj ke din kisi masjid ke paas se, Kahi log chand samajhkar apna roja na tod de, Aur hokar khafa khuda tumse kahin, Husn banana chod de. Kabhi jazbaat to kabhi yadoon ko dafan karte hai, Kabhi aansu to kabhi dard piya karte hai.

Mohtaj to nahi hum phir bhi, Aap ke sms ka intezaar kiya karte hai. Gum me husne valo ko rulaya nahi jata, Lehro se paani hataya nahi jaata, Honevale ho jaate hai khud hi apne, Kisiko kehkar apna banaya nahi jaata. Dosti ki dastan jab waqt sunayaga, Hum ko bhi koi saks yaad aayega, Itab bhool jayenge jindagi ke gamo ko, Jab aap ke saath gujra hua lamha yaad ayega.

Teri palko pe khwab rakh gaya koi, Tere saso pe naam likh gaya koi, Chalo vaada raha tumse, Bhool jana hame, agar hum se acha tumhe mil gaya koi. Mohabbat ki shamma jalake to dekho, Zara dil ki duniya saja kar to dekho, Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna, Zara humse nazaren milake to dekho. Phir mujhe chashma lag gaya Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad; Is liye kamre ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main "Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad" Taj Mahal kya cheez hai main to usse bhi bara mahal banaoonga, aree Mumtaz to marke dafan hui thi, main to tujhe zinda hi dafna doonga.

Gujarati Shayris. Dress ma tame sara lago chho, Punjabi ma tame pyara lago chho; Sari ma koi di joya nathi, Mate tame Kunwara lago chho; Bolo chhe ichcha? Zindagi ne jivvani Filsufi samji lidhi, Je khushi aavi jivan ma, aakhri samji lidhi! Tu hase chhe jyare jyare, tyare tyare tara gaal ma khada pade che. Hu vicharu chhu betho betho ke mara shivay aa khada ma ketla pade che! Doobta jeevan na tame swaas chho, kahu kem ke tame kaink 'khaas' chho.

Tame phool nahi pan jamin par ugta ghaas chho, sachu kahu, tame ek moto Traas chho. Loko kahe chhe ke - Hasya tena ghar vasya! Parantu e kon jane chhe ke - Ghar vasya pachi ketla hasya? Muskurahat tumhi se milti hai, dil ko rahat tumhi se milti hai, ruthna mat kabhi mujhse tum, kyouki ye dhadkan tumhi se chalti hai..

Tanhai hai pyar me, Barbadi hai pyar me Aashu hai pyar me, Bebsi hai pyar me Hame sab pata hai lekin kya kare Hum bhi hai pyar me Pyara sa aehsas ho tum Har pal dil ke pas ho tum Jine ki ek ash ho tum Man ka vishvas ho tum Shayad isiliye kuch khas ho tum Aur bahut si chiz loot chooki hai dil ke saath Ye bataya dostone ishk farmane ke baad Isliya kamre ki ek-ek chiz check karta hu me Ek tere aane se pehle, Ek tere jane ke baad Kate nahi katte lamhe intazaar ke Najre bichake baithe hai raste pe yaar ke Dil ne kaha dekhe hai jalve husn yaar ke Laye hai kaun inhe palko se utar ke Diwani hun tere nam ki is baat se inkar nahi Kaise kahe ki hame aapse pyar nahi Kuch to kasoor hai aapki baaton ka aankhon ka Hum akele to gunhegar nahi Unhe Chahna hamari kamjori hai..

Unhe keh nahi pana hamari majburi hai.. Voh kyo nahi samjte hamari khamoshiya ko Kya pyar ka izhar karna jaruri hai? Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai Mohabbat ke dipak jalakar to dekho Jara dilki duniya sajakar to dekho Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna Zara hamse Najre milakar to dekho Husna ko chand, Javani ko kammal kehte hain!

Dekh kar hum tujhe, Ekh shauk ghazal kehte hain! Uff yeh sangeen huwa shafaf badan, Dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hain. Gul ke patte reh gaye. Tum ullu ke patthe reh gaye! Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hain ab yehi jaam ho saaki ho mere pehloo mein koi to shaam mujhe aisi suhaani dede Mohabbat main divangi ke hadh se guzar jate hain hum, Ek tumhein yaad karke sari duniya bhul jate hain hum!

Hamne mana aapme hogi sabra ki takat hamse jyada, Dekh lo lekin utri hogi aapki surat hamse jyada. Mushkil ka meri unko mukshil se yeki aaya, Samjhe meri mushkil ko magar badi mushkil se. Dil na umid to nahi, nakam hi to hai, Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai. Zakhm kuch aaise huai phulo per soya n gaya, Jisma jalkar khak aakho se raya n gaya. Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe, Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe. Ek diya jo sare rah jalane nikle, Aandhya bankar kai log buzane nikle.

Kamse kam maut se aisi mujhe ummid nahi, Jindgi tune to diya dhoke pe dhoka Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi, Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi, Kar ke mohabbat koi nahi bachega, Aur jo bachega use tanhai mar dalegi. Fasleey jism ko to dour ley jatey hai per diloo key shehar to ujar tey nahi ankhoo sey ankhoo ka rishta tut jaye bhi to kiya Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saath Ye bataya dosto ne ishq farmane ke baad Is liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main "Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad" Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki, Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.

Base thay kabhi tum Meri shakl ke aaene mai Dhundhti hoon harr sheeshe mai Unki shakal chahe ho na ho Koyi dil me liye armaan chala jata hai Koyi khoye hue ausaad chala jata hai Husnawalo se keh do ke na nikle bahir Dekhnewalo ka imaan chala jata Zindagi nay mujhhay deeya hi kya hai, Jo may tumko lautadoon Kuch gum aur tanhayee kay siva mera paas hai hi kya, Bataan may tumko kya doon Har Taraf khamoshi Ka Saaya Hai, Jise Chahate Hai hum woh ab paraya hai, Gir Pade hai hum mahobbat ki bhukh se, Aur log kehate hai ki pikar aaya he.

Mujhse wo judaa naa ho jaaye, Jindagi kahin Be-mazaa naa ho jaaye, Mazaa aata hai pyaar karne mein, pyaar mera kahin khafaa naa ho jaaye, Shahar ki Be-chiraag galiyon mein, Gum kahin manzil ka rastaa naa ho jaaye, Aaj uunse kuch maang hi loon yaaron, Wo kahin kal Be-wafaa naa ho jayae kyon dil mein koi armaan nahi duniya itni veeran nahi har taraf ujaale hai phir bhi tere saath koi saaya hi nahi koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnaya hi nahi..

Phut-phut kar dil ro raha hai lekin ansu dikhai nahi deta, Tum kisi aur ke hoe chuke hoe lekin dil bidayi nahi deta. Acha hua key pap kata dard-e-sir gaya Mein to samajh gaya hu tum tum nahi rahe Tum bhi ye soch lo mera kamee mar gaya. Voh meri muskurahat par nisar ho gaye, Hum bhi to unke liye bekrar ho gaye, humne to kar liya pyar unse, voh the kisi or ka pyar ho gaye.

Pyar nahin karna tha humse, dillagi to na ki hoti, ae bewafa beech samundar mein lakar mara, ek kashti to di hoti. Nazar to mila sake par zubaan ko hila na sake, Laakh chaaha humne phir bhi hum tumko bhula na sake.

Humari apni hi chahat humare dil ka zakham bun gai! Jis sharaab se rahte they dur wahi sharaab ab marham ban gai!! Zalim ko zalim na kahu to aur kya kahu, Katal karke jo puchte hai chot to nahi ayi. Darjan Ho Jayen Tere Bache,. Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain, Sachi chahat to bejuban hoti hain, Pyar main dard mila To ghabrana kaisa, Dard se chahat aur jawaa hoti hai Khuda salamaat rakhe unko jo humse nafrat karte hain pyar na sahi, nafrat hi sahi bhala kuch toe sirf humse karte hai..

Har baat ka matlab inkaar nahin hota, Har jagah par baithana intezaar nahin hota, Yun to milti hai hazaron se nazrein, Har nazar ak milna pyaar nahin hota Tajmahal kya cheez hai, isse badi imarat banaunga, Mumtaz to marke dafan hui thi, tuzhe to mein zinda dafnaunga tujhse zindagi bhar pyar karne ka armaan hai mera, mujhe bhool mat jaana, ki main ban jaun itihaas tumhara Mera dil dhadakta hai sirf tere liye, mera dil tadapta hai sirf tere liye, naa jane mein kyun darta hoon aapse, apne pyaar ka izhar karne ke liye.

Aapke shaher ka mausam suhana lage, Aapki ek shaam chura lun agar bura naa lage, Aap chahe to bhula de humko, Par aapko bhulane mein shayad hame zamana lage. Chand ko garoor hai, key uskey paas bahut noor hai, mein kis par garoor karon, mera chand hi mujhse bahut door hai.

Na chaho kissi ko itna ke uski chahat tumhari kamjoori ban jaye, agar chaho to chaho kissi ko itna ke tumhari chahat uski zarurat ban jaye Ishq ki jail me kabhi zamant nahi hoti! Aap ki vo zaalim ada, mujh ko bimaar kargayi, ek baar aapne muskura kya diya, teer ko dil ke paar kargayi. Mere mooh par kafan na dallo mere yaroo Mujhe aadat hai muskurane ki Meri laash ko na dafnana Mujhe umeed hai unke aane ki Ishq ke lamhe sharaab lagte hain Kuch chehre mehtaab lagte hain Dukh itne sahe mohabbat main guzre hue Ke har lamhe hi azaab lagte hain.

Yeh such hai dosto kissi se pyaar na karna, Kabhi kissi ka is zmaane mein aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Bedardi se apne dil par vaar na karna.

Hamein Inkar Na Karna Aya Aansuo ko bahut samjaaya tanhai mein aaya karo, mehfil mein hamara mazak na udaya karo, ispar aansoo tadap kar bole Aasu bade anmol hai, in hai khona fizul hai.

Ro toh unke liye jo tumper nissar hai, unke liye kya rona jinke ashiq hazaar hai. Dhoka diya tha jab tumne mujhe , dil se main naraaz tha Phir socha ki dil se tumhe nikal du, magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha Rehmate karam itna na baras, Itna na baras ke who aa na sakein Jab who aa jaayein tho jam ke baras, Itna jam ke baras ke wo jaa na sakein. Fiza par tho asar hawaon ka hota hai, Mohabbat par tho asar adaaon ka hota hai, Koi aise hi kisika deewana nahin hota, Kuch kasoor yaaron ka bhi hota hai.

Main zameen par ghana andhera hoon Aasmaanon ki chaandini tum ho Ab koi aarzoo nahin baakee joostjoo meree aakhree tum ho Doston-se wafa ki ummeeden! Kis zamaane ke aadmee tum ho? Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga Yakeen Nahin To Dolee Se Jhankke Dekhna Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar Hoga Mere Honton ke mehaktay hue naghmo par na ja Mere seenay main kaye aur bhi ghum paltay hain Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi Is umar key sehra say teri yaad ka baadal Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi.

Chehre pe haseen chaa jati hai Aankhon main suroor aaa jata hai Jab tum mujhe apna kahte ho Apne pe ghuroor aa jata hai Aankhen teri bahe toe ansu mere hoe, saase teri chale toe dhadkan meri hoe, zindagi se yahi dil-e- tammana hai ke, dhadkan teri ruke aur maut meri hoe Wada to ker lete hain Nibhana bhool jate hain Lagaaa kar aaag seene main Bujhana bhool jate hain Gul mohar ki kataar jaisi ho, Wadiyon main bahaar jaisi ho, Paayalo.

Khoob aati hai jab bhi aati hai, Yaad teri bahot sataati hai, Dhoop main,chaanw main, ghataao. Foolon ki har kali khushboo de aap ko, Suraj ki har kiran roshni de aapko, Hum to kuch dene ke kaabil nahin, Dene waala har khushi de aap ko. Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon, tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,hai meri dosti mei itna dum, apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon Suni Jindagi me halchal si mehsoos hui Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui Jane aaj kyu aisa laga Shayad aapki kami mehsoos hui Mohabbat ke dipak jalakar to dekho Jara dilki duniya sajakar to dekho Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna Zara hamse Najre milakar to dekho.

Har baar dil se yeh paigaam aaye JubaaN kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen tmaam aaye. Mein nazar se pee raha houn, ye samaa badal naa jaaye Naa jhukaao tum nigahein, kahin raat dhal naa jaaye Mere askh bhi hain is mein, ye sharaab ubal naa jaaye Mera jaam chhune waale, tera haath jal naa jaaye Abhi raat kuch hai baaki, naa uthaa naqaab saaqi Tera rind girte girte, kahin phir sambhal na jaaye Mere Marne ke baad aey dost aansoo mat bahana Agar waha me na dikhu to samajh lena tu narak me hai Hame itna pyar mat karna ki duniya me mashhoor ho jaye aur na hi itna bewafa banana ki ham duniya ko chodne ke liye majboor ho jaye Maine poocha chand se Kabhi dekha hai mere yaar sa hasin Chand bola Aaj woh humse jannat mein takra gaye Aur kyo na ho Kabhi badli hui takdir nazar ati hai, yado ki bas ek zanjir nazar ati hai , pade bhi to kya pade yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai, Dil k dard ko zuba par laate nahi, hum apni aankhon se ansu bahate nahi, Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho,??

Tussi hasde ho saanu hassan vaste, Tussi ronde ho saanu rovvan vaset, Tussi 1 vaar ruske te vekho, Mar jayenge tuhanu manaan vaste. Baadal kitne khushnaseeb hai, Door rahkar bhi zameen par baraste hai, Hum kitne badnaseeb hai, Paas rahkar bhi milne ko taraste hai. Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye, Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata, Yu yaad na karke saza na dijiye.

Khushi se dil ko aabad karna Aap jaiso ke liye dil ko cut diya karte hai Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai Tapash suraj ki hoti hai Jalna zameen ko partha hai Kasoor ankhon ka hota hai Tarapna dil ko partha hai Aj apne dil ke darwaze hamare liye kholdo, jo kuch he man me bas yehi pe boldo, agar pyaar nahi humse nazar milana chhod do, agar mera dil-dil nahi to mere samne tod do!

Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi Is umar key sehra say teri yaad ka baadal Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi Bagh mein vo madhuvan nahi Chand me vo chandni nahin Ji karta hai har ek se dosti karlun par har dost tumhare jaise nahin mein maangta hoon woh deti nahin jawab mere sawaal ka dil karta hai pakad ke daal doon balon mein phool gulaab ka. Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub jaoon Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main dub jaoon Splash!

Gum woh cheez hai. Jisse kagaz chipkaye jaate hai. Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi, Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi. Ladka bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga, Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga. After Marriage takdir hai magar kismat nahi khulti tajmahal banana chahata hoon lekin mumtaz nahi marti. Maine tumhare yadon mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itne bewafa nikle, ki naha ke chal diye Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon Chandni raat thi, main so rahi thi Phir kisi ne darwaza khutkhataya Maine soncha mera dil aaya Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do 30 Yeh tera chehra hai, yaa kele ka chhilka Jo dekha to, dil phisal gaya Khud ko kar buland itnaa..

Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche.. Aur khuda tumse puche.. Cinema bhi udhaar dekha hai Terna hai to beach me aao, Kinaro pe kya rakha hai, Pyaar karna hai to bahon me aao, isharo me kya rakha hai. Maine tujhe pyar kiya, Saraswati samajh kar Tere Baap ne mujhe pita, Agarbatti samajh kar Yeh zulfain hain tumhari, ya resham ke jaal, Kitne khush-naseeb hain vo choohe Jin hon ne kutre tere baaal Dil hai tera dariyaa Aankhen hain teri Jheel So my darling What's The Big-Deal??

Teri julf kya hai raat ka saaya hai Sar muda deeya to sawera ho jayega. Chaand ki raton mei sara jahaan sota hai, Lekin teri yaadon mei koi badnasib rota hai. Aasman se gira ek chaand ka tukda, Usse bhi sundar aapka mukhra.

Dil Diya to, jaan bhi de dena, Magar yeh yaad rakhna, Kisiko dhoka mat dena. Dilme yaado ki tarha, aankhon me aansu ki tarha, Tum mere paas ho, phoolo me khushbu ki tarha. Apnon ne maara hai humko Gairon mein kahan tha dum Kashti bhi apni to doohi paani jahan tha kam. Chupa chupake raat din aansu bahaana yaad hai, Humko ab tak, Aashiqui ka, Wo Zamaanaa yaad hai. Aadi bana kar lazzat-e-aazaar ne mujhey Gham ki khalish ko dil ki tamanna bana diya Haath deewane ke de allah kuch aisi qalam , Aasman par likh ke jaoon hai unhi se pyaar hai Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aah bethay.

Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay Galat nahin key zamaney mein la jawaab hain hum Samajh sakey na koi woh kitaab hain hum Na tum bewafa ho, na hum bewafa thay Magar kya karain apni rahain juda hain Hai kuch baat mo-min jo chaa gaye khamoshi Kis bout ko de diya dil, kyon bout se ban gaye ho Nahin lag sakta kabhi maikhane main taala Ek nahin.. Saara shahar hai peene waala jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu.

Yeh aankhen hai ya neeli jheel? What's the big deal? Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi joshh ke sath! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath! Main hu yahan, tu hai wahan Main hu yahan, tu hai wahan Lifeboy hai jahan, tandurusti hai wahan wah! Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Sin theta by cos theta is equal to tan theta wah! Ladki boli: Bewkoof, Yeh sochana bhi paap hoga, kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.

Bewafa sanam se to cigrattee achi hai, Bewafa sanam se to cigrattee achi hai, Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai This is the Very special. Before Marriage Takdir hai magar kismat nahi khulti tajmahal banana chahata hoon lekin mumtaz nahi milti Apple Kat ta hoon knife se, Paani peeta hoon pipe se, Kya zamana aaa gaya, Joote khata hoon wife se.

Use karte hein make-up ka daba roze kiyun? Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun? Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gaye Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun? Gul gaya, Gulshan gaya, Gaye honthon ki laaali Ab to peeecha chor de, main ho gaye bachchon waali Maine tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya Phir mujhe chashma lag gaya Katchi Kali Katchnar Ki, Katcha Na Samjhna Lar Jaoonga Tere Baap Se Batcha Na Samajhna Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge you will enjoy this one if you remember the "Soldier" movie's title song Soldier Soldier Woh jab chalti hai to raahon main ke note bichata hoon Woh chaali jati hai tab uthaa leta hoon Sheeshi bhari gulab ki, phatthar se phor doon Pant wali mil jaye, to ghanghre wali ko chor doon Tere ishk me janam kya se kya haal ho gaya Badan se badboo aa rahee hai, nahay jamana ho gaya.

Na jina mila na marna mila, Mila to teri yaad me tarapna mila. Khile hai gul yaha, khilke bikherne ko, Milte hai dil yaha, milke bicharne ko. Khuda kisiko kisiki Muhabbat pe fida na kare, Agar kare to zindagi bhar judaa na kare. Na teer, na talvaar se ghayal hue hum Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hum Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aah bethay. Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay. Jinki yaad hai dil me nishaani ki tarah Woh to bhool gaye hume kahani ki tarah.

Khuda kisi ko kis par fidaa na kare, Agar kare to Qyamat tak judaa na kare Mujh se achhe to hai. Dil mein tumharey pyaar key jaltey to hain chirag Mana key in ki roshni tum par ayaan nahi Mohabbat kar ke dekhi to, mohabbat ko pehchana hai Wafa bus naam ki hai, be-wafaai ka fasana hai Maana ke aapke nazron main kuch nahin hain hum Magar unse jaakar poochiye.. Mere janaazey ki peechey saara Zamaana nikla,Magar woh na nikla jiskey liye mera janaaza nikla.

Log apna banake chodd dete hai Rishta gairo se jodd lete hai.. Hum to eak phool bhi na todd sake.. Log to dil bhi todd dete hai Har Karz dosti ka ada kaun karega, jab hum hi nahi rahenge to dosti kaun karega, he khuda mere dost ko salamat rakhna, varna mere jeene ki dua kaun karega. Aaj vo humse jannat mein takra gaye Aaj vo humse jannat mein takra gaye Aur humare dil se awaaz nikalii Fiteh Mooh Tusin Ethe vii aa gaye!!!

Kisi ne dil ko is kadar chu liya ki hum kisi aur ko chu na sake! Hum to chale the Dost banane aur wo Dhadkan ban baithe! Ban ke ehsaas meri dhadkan k paas rehte ho, Tasveer ban ke meri ankhon k paas rehte ho, aaj puchte hai 1 sawal tumse, kya door reh kar tum bhi udaas rehte ho?

Mere marne ke baad mere doston, yu aansoo na bahana, Agar meri yaad aaye to, sidhe upar chale aana!! Itna khubsurat kaise muskura lete ho Itna qatil kaise sharma lete ho Kitni aasani se Jaan le lete ho Kisi ne sikhaya hai Gam ki aandhiyo me hum utar jayenge, sagar hai samndar me utar jayenge, hume marne ke liye fasi ki jarurat nahi, dil se nikal do yuhi mar jayenge..

Dosti karo to dhoka mat dena, dusro ko aasu ka tohfa mat dena, dil se roye koi zindagi bhar, aisa kisi ko moka mat dena.. Khuda se thoda rahem kharid lu, tere zakhmo ka malham kharid lu, agar bik jaye meri khushiyan kahin to mein teri zindagi ke sare gum kharid lu Dosti Pool se kya karni, woh to murjha jata hai, Dosti karo to Kante se karo, jo chubhane baad bhi yaad aata hai Tanhaiyo se nahi ham mehfil se darte hai, Duniya se nahi hum khud se hi darte hai, yun to bahot kuch khoya hai humne, na jane kyon unhe khone se darte hai..

Jis din tum se dil laga baithe, tanhai me gamo ki mehfil laga baithe, tum to kho gaye is duniya ki bheed me, or hum apni hi duniya me aag laga baithe. Jo hadse na guzaar jaye wo pyar hi kya, jo pyar karne pe majbur na kar de wo ikrar hi kya, intezar to sab karte hai, saanse tutne tak jo sath na de wo yaar hi kya!

Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, muskura kar dil ko bequraar na kijiye, phool bhi de jate hai jakhm gahre kabhi kabhi, har phool par yu aetbaar na kijiye :- fiza par thi asar hawaon ka hota hain,mohabbath par tho asar adawon ka hota hain,aisi hi kisika deewana nahin hota,kuch tho kasoor nigahon ka hota hain.

Jab se tum mile ho, tumhari Dosti mili hai Mujhe jine ke liye nayee bekhudi mili hai, Sochti hu ji bhar kar muskaralu, Barso baad to Khushi mili hai Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.

Tu door hai mujhse or pass b hai, Teri kami ka kahin ehsas b hai, Dost lakhon hai jahan mein mere, Par tu pyaara bhi hai aur Khaas bhi hai Khwaab dekh bhi nahi aur tut gaye, woh humse mile bhi nahi aur ruth gaye, hum jaagte rahe duniya soti rahi, ek baarish hi thi jo saath roti rahi. Sheeshey ka Dil samajh kar, Pathron ne jise Chhod diya, kaanton se to bach gaya, magar Phoolon ne usey tod diya! Bagon mein phool khilte rahenge, raat ko diye jalte rahenge, dua hai khuda se aap khush rahein hamesha, baki tang to hum hamesha karte hi rahenge Zindgi ke liye jina zaruri hai,, Jineke leye arman zaruri hai, Dil mein chahe hazaro gum ho, Phir bhi tere chehare pe muskan zaruri hai.

Khuda ne agar ye rishta banaya na hota, ek dost ko dooje se milwaya na hota, Zindagi ho jati bejan , agar aap jaisa dost paya na hota. Jo dil se karib ho use rusva nahi karte, Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte, Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi, apno se koi baat chupaya nahi karte Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya.

Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hai, Kya kare jab humare call karne se who bhadkte hai Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jata,Dil mein lagi aag ko dikhaya nahi jata, Kitni bhi doori ho dosti mein,Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata. Niggahein aapki Pehchan hai hamari, Muskarahat aapki shaan hai hamari, Rakhna hifazaat aap apne ko, kyunki saanse aapki, jaan hai hamari Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hamein pasand aaye, ittefaq se hum ne dosti banayi, Hamari dosti aab ittefaq nahin, Zindagi ki khoobsurat haqiqat hai!

Tumko Chahne wale kam na honge, Waqt ke sath magar ham na honge, apna pyar chahe kisi ko bhi dena, par teri yaad ke haakdar humi honge. Aansun se palke bhigo leta hoon Yaad teri aati hai to ro leta hoon Socha ki bhula doon tujhe magar, Har baar faisla badal deta hoon aasaan nahi hota kisi ko bhulana. Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tuemhe, Door rehkar bhi hamesha chahenge tumhe,Agar Dost bankar raas na aaye to Bhoot bankar darayenge tumhe.

Umeedo ki manjil toot gayi aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi jab class ki ladki bhaiya keh gayi Rishton ki ye duniye hai niraali, Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari. Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree, Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari. Kabhi gamo se tumhari mulaquat na ho, udaas bethe ho aisi koi baat na ho, shiqayat ho to hame maf kar dena, fursat se bethe ho to hame yaad kar lena.

Kuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dilphir Zindagi se jud jaate hai, kehete hai us daur ko DOSTI, Jisme dil se dil na jane kab mil jate hain. Jab dekha unhone tirchhi nazar se, toh hum madhosh ho gaye, Par jab pata chala ki unki nazare hi tirchhi hai, toh hum behosh ho gaye Maut ke baad bhi yaad aa raha hai koi, Mitti meri kabrase utha raha hai koi, Ai khuda do pal ki zindagi aur de de, Meri kabrase udaas ja raha hai koi!!!

Bhigi Barsaat me jalata hu, tuze kya maloom? Main samandar hu bikharata hu, tuze kya maloom? Jabse dekha hai mohabbat ka hasi Tajamahal, Kate haathon ko chhuppata hu, tuze kya maloom? Zamaana gujar gaya haathon ko milaye hue, Muddat ho gayi nazaron ko milaye hue, Din raat nikal gaye yaadon me khoye hue, Ab kab samane aaoge yaar muskurate hue? Chain na aaye. Dil mein jo hai chipa. Log toofan uthadenge, mere saath na chal. Lillah maaf kijiye, nazdeek aaiye. Last Update: Mujhse shaadi karogi.

Collection of Jaun Elia Poetry. Star: Aamir Khan. In love there is no difference 'tween life and death do know. Ham Ali kay ghulam hae hamko. Ab hum mard aur aurat hai bhai behan nahi. Neend na aaye. MP3 apniankhome. Related SMS. We will correct it within 24hrs. Mujhe neend aati nahi hai akele Khwabon mein aaya karo Nahi chal sakunga tumhare bina main Mera tum sahaara bano.

Female Tum mujhse pyaar karti ho? Ki tumhe mujhe ishq hai Male Umha. Na tujh ko oongh aati hai, na tujh ko neend aati hai Hai phir bhi marzi teri saari duniya ko sulane me. He is noted for his contributions as a playback singer in the Bollywood. Bollywoodtarane is a unique script which allows you to search for songs, find information about them, listen and download them. The duration of song is Humein neend nahi aati.

I love this song very muchhope u all enjoy clipsleave a comment if dotq. Karke gunaah phasa khud ke zehen mein. Tu Pyar Hai. Bol do na zara. Mera tum sahaara bano. Kya wo bi ganda bachha hai? Ya jungle me koi naai nahi. Kuch apango ko apang banane se bachaya.

Mujhe pata hai kitna dum hai usme.



0コメント

  • 1000 / 1000